Pages

November 19, 2011

Jeevan kya hai ?


Jeevan kya hai?
Behta pani, main bhi uski ek boond,
Saath bahe  ja raha hu.
Kuch gilli bunde hai,
Kuch sukhi pattiyan,
Sukhi pattiyon pe rakh kar pair, chale ja raha hu.
Kabhi kabhi khawish  karti hai yhe pattiyan bhi,
Bundo ki baris kuch inpar bhi pade,
Kuch isi tarah,
Khawiso ka daman thame , main b jiye ja raha hu

Jeevan kya hai?
Behti  hawa, main bhi uska ek jhoka,
Saath bahe jar aha hu.
Kuch  khuli hawa hai,
Kuch pinjre me panchi,
Pinjre me ho kar kaid, ude  ja raha hu
Kabhi kabhi khwasih karte hai  yhe panhci bhi,
Khuli  hawa ke jhoke me yhe bhi ude,
Kuch isi tarah,
Khawiso ka daman thame, main b jiye ja raha hu.

3 comments:

  1. sharing it on facebook :)

    this one is really much more imaginative and full of feelings :)

    awesome !!..

    ReplyDelete
  2. Bhai u r mind-blowinggggggggggggg
    Awesome ........
    Sometimes I really proud myself that I am ur friend......

    Ankur....

    ReplyDelete
  3. pudu and ankur thanks to both of us.. Its bcoz of frnds and appreciators like u only i keep on writing.. specially bcoz of u pudu

    ReplyDelete