Jeevan kya hai?
Behta pani, main bhi uski ek boond,
Saath bahe ja raha hu.
Kuch gilli bunde hai,
Kuch sukhi pattiyan,
Sukhi pattiyon pe rakh kar pair, chale ja raha hu.
Kabhi kabhi khawish karti hai yhe pattiyan bhi,
Bundo ki baris kuch inpar bhi pade,
Kuch isi tarah,
Khawiso ka daman
thame , main b jiye ja raha hu
Jeevan kya hai?
Behti hawa, main bhi uska
ek jhoka,
Saath bahe jar aha hu.
Kuch khuli hawa hai,
Kuch pinjre me panchi,
Pinjre me ho kar kaid, ude ja raha hu
Kabhi kabhi khwasih karte hai yhe panhci bhi,
Khuli hawa ke jhoke
me yhe bhi ude,
Kuch isi tarah,
Khawiso ka daman thame, main b jiye ja raha hu.
sharing it on facebook :)
ReplyDeletethis one is really much more imaginative and full of feelings :)
awesome !!..
Bhai u r mind-blowinggggggggggggg
ReplyDeleteAwesome ........
Sometimes I really proud myself that I am ur friend......
Ankur....
pudu and ankur thanks to both of us.. Its bcoz of frnds and appreciators like u only i keep on writing.. specially bcoz of u pudu
ReplyDelete